na jaane ashk se aankhon men kyon hai aaye hue guzar gayaa zamaanaa tujhe bhulaaye hue jo manzilen hain to bas raharavaan-e-ishq kii hain vo saans ukhadii huii paanv Dagmagaaye hue na rahzanon se ruke raaste mohabbat ke vo kaafile nazar aaye luTe luTaaye hue ab is ke baad mujhe kuchh Khabar nahiin un kii Gam aashanaa hue apane hue paraaye hue ye iztiraab saa kyaa hai ki muddaten guzarii tujhe bhulaaye hue terii yaad aaye hue- Firakh Gorakhpuri
Tuesday, 24 May 2011
na jaane ashk se aankhon men kyon hai aaye hue guzar gayaa zamaanaa tujhe bhulaaye hue
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment